यह कौन है जो एदोम देश के बोस्त्रा नगर से बैंजनी वस्त्र पहिने हुए चला आता है, जो अति बलवान और भड़कीला पहिरावा पहिने हुए झूमता चला आता है? यह मैं ही हूं, जो धर्म से बोलता और पूरा उद्धार करने की शक्ति रखता हूं।
Yah kaun hai jo edom desh ke bostra nagar se bainjni vastra pahine hue chala aata hai, jo ati balvaan aur bhadkeela pahirava pahine hue jhoomta chala aata hai? Yah main hi hoon, jo dharm se bolta aur poora uddhaar karne ki shakti rakhta hoon.