प्रभु यहोवा का आत्मा मुझ पर है; क्योंकि यहोवा ने सुसमाचार सुनाने के लिये मेरा अभिषेक किया और मुझे इसलिये भेजा है कि खेदित मन के लोगों को शान्ति दूं; कि बंधुओं के लिये स्वतंत्रता का और कैदियों के लिये छुटकारे का प्रचार करूं;
Prabhu Yahowa ka aatma mujh par hai; kyonki Yahowa ne susmachaar sunane ke liye mera abhishek kiya aur mujhe isliye bheja hai ki khedit man ke logon ko shanti dun; ki bandhuon ke liye swatantrata ka aur kaidiyon ke liye chhutkare ka prachaar karun;