यहोवा अपने अभिषिक्त कुस्रू के विषय यों कहता है, मैं ने उस के दाहिने हाथ को इसलिये थाम लिया है कि उसके साम्हने जातियों को दबा दूं और राजाओं की कमर ढीली करूं, उसके साम्हने फाटकों को ऐसा खोल दूं कि वे फाटक बन्द न किए जाएं।
Yahowa apne abhishikt kusru ke vishay yon kahta hai, main ne us ke dahine haath ko isliye thaam liya hai ki uske samhane jatiyon ko daba dun aur rajaon ki kamar dheeli karun, uske samhane phatkon ko aisa khol dun ki ve phatak band na kiye jayen.