उन दिनों में हिजकिय्याह ऐसा रोगी हुआ कि वह मरने पर था। और आमोस के पुत्र यशायाह नबी ने उसके पास जा कर कहा, यहोवा यों कहता है, अपने घराने के विषय जो आज्ञा देनी हो वह दे, क्योंकि तू न बचेगा मर ही जाएगा।
Un dinon mein hijkiyyaah aisa rogi huaa ki vah marne par tha. Aur aamos ke putra yashayaah nabi ne uske paas ja kar kaha, Yahowa yon kahta hai, apne gharane ke vishay jo aagya deni ho vah de, kyonki tu na bachega mar hi jayega.