हे जाति जाति के लोगों, सुनने के लिये निकट आओ, और हे राज्य राज्य के लोगों, ध्यान से सुनो! पृथ्वी भी, और जो कुछ उस में है, जगत और जो कुछ उस में उत्पन्न होता है, सब सुनो।
He jati jati ke logon, sunne ke liye nikat aao, aur he rajya rajya ke logon, dhyaan se suno! Prithvi bhi, aur jo kuchh us mein hai, jagat aur jo kuchh us mein utpann hota hai, sab suno.