जब तुम चिट्ठी डाल कर देश को बांटो, तब देश में से एक भाग पवित्र जान कर यहोवा को अर्पण करना; उसकी लम्बाई पच्चीस हजार बांस की और चौड़ाई दस हजार बांस की हो; वह भाग अपने चारों ओर के सिवाने तक पवित्र ठहरे।
Jab tum chitthi daal kar desh ko banto, tab desh mein se ek bhaag pavitra jaan kar Yahowa ko arpan karna; uski lambai pachchees hajaar baans ki aur chaudai das hajaar baans ki ho; vah bhaag apne charon or ke sivane tak pavitra thahre.