और भवन के आस पास जो कोठरियां बाहर थीं, उन में से जो ऊपर थीं, वे अधिक चौड़ी थीं; अर्थात भवन के आस पास जो कुछ बना था, वह जैसे जैसे ऊपर की ओर चढ़ता गया, वैसे वैसे चौड़ा होता गया; इस रीति, इस घर की चौड़ाई ऊपर की ओर बढ़ी हुई थी, और लोग नीचले महल के बीच से उपरले महल को चढ़ सकते थे।
Aur bhavan ke aas paas jo kothriyan bahar thi, un mein se jo oopar thi, ve adhik chaudi thi; arthaat bhavan ke aas paas jo kuchh bana tha, vah jaise jaise oopar ki or chadhta gaya, vaise vaise chauda hota gaya; is reeti, is ghar ki chaudai oopar ki or badhi hui thi, aur log neechle mahal ke beech se uparle mahal ko chadh sakte the.