फिर सातवें महीने के पहिले दिन को तुम्हारी पवित्र सभा हो; उस में परिश्रम का कोई काम न करना। वह तुम्हारे लिये जयजयकार का नरसिंगा फूंकने का दिन ठहरा है;
Phir satvein maheene ke pahile din ko tumhari pavitra sabha ho; us mein parishram ka koi kaam na karna. Vah tumhare liye jayjaykaar ka narsinga phoonkne ka din thahra hai;