जब सातवां महीना निकट आया, उस समय सब इस्राएली अपने अपने नगर में थे। तब उन सब लोगों ने एक मन हो कर, जलफाटक के साम्हने के चौक में इकट्ठे हो कर, एज्रा शास्त्री से कहा, कि मूसा की जो व्यवस्था यहोवा ने इस्राएल को दी थी, उसकी पुस्तक ले आ।
Jab satvan maheena nikat aaya, us samay sab Israeli apne apne nagar mein the. Tab un sab logon ne ek man ho kar, jalphatak ke samhane ke chauk mein ikatthe ho kar, ejra shastri se kaha, ki Musa ki jo vyavastha Yahowa ne Israel ko di thi, uski pustak le aa.