जिन्होंने छाप लगाई वे ये हैं, अर्थात हकल्याह का पुत्र नहेमायाह जो अधिपति था, और सिदकिय्याह;
Jinhonne chhaap lagai ve ye hain, arthaat hakalyaah ka putra nahemayaah jo adhipti tha, aur sidkiyyaah;
Nehemiah 10 · 39 verses
जिन्होंने छाप लगाई वे ये हैं, अर्थात हकल्याह का पुत्र नहेमायाह जो अधिपति था, और सिदकिय्याह;
Jinhonne chhaap lagai ve ye hain, arthaat hakalyaah ka putra nahemayaah jo adhipti tha, aur sidkiyyaah;
सरायाह, अजर्याह, यिर्मयाह;
Sarayaah, ajaryaah, yirmayaah;
पशहूर, अमर्याह, मल्किय्याह;
Pashhoor, amaryaah, malkiyyaah;
हत्तूश, शबन्याह, मल्लूक;
Hattoosh, shabanyaah, mallook;
हारीम, मरेयोत, ओबद्याह;
Hareem, mareyot, obadyaah;
दानिय्येल, गिन्नतोन, बारूक;
Daniyyel, ginnaton, barook;
मशुल्लाम, अबिय्याह, मिय्यामीन;
Mashullaam, abiyyaah, miyyameen;
माज्याह, बिलगै और शमायाह; ये ही तो याजक थे।
Majyaah, bilgai aur shamayaah; ye hi to yajak the.
और लेवी ये थे: आजन्याह का पुत्र येशू, हेनादाद की सन्तान में से बिन्नई और कदमीएल;
Aur levi ye the: aajanyaah ka putra yeshu, henadaad ki santaan mein se binnai aur kadmeeyel;
और उनके भाई शबन्याह, होदिय्याह, कलीता, पलायाह, हानान;
Aur unke bhai shabanyaah, hodiyyaah, kaleeta, palayaah, hanaan;
मीका, रहोब, हशब्याह;
Meeka, rahob, hashabyaah;
जक्कूर, शेरेब्याह, शबन्याह।
Jakkoor, sherebyaah, shabanyaah.
होदिय्याह, बानी और बनीन;
Hodiyyaah, bani aur baneen;
फिर प्रजा के प्रधान ये थे: परोश, पहत्मोआब, एलाम, जत्तू, बानी;
Phir praja ke pradhaan ye the: parosh, pahatmoaab, elaam, jattu, bani;
बुनी, अजगाद, बेबै;
Buni, ajgaad, bebai;
अदोनिय्याह, बिग्वै, आदीन;
Adoniyyaah, bigvai, aadeen;
आतेर, हिजकिय्याह, मज्जूर;
Aater, hijkiyyaah, majjoor;
होदिय्याह, हाशूम, बेसै;
Hodiyyaah, hashoom, besai;
हारीफ, अनातोत, नोबै;
Hareeph, anatot, nobai;
मग्पीआश, मशुल्लाम, हेजीर;
Magpeeaash, mashullaam, hejeer;
मशेजबेल, सादोक, यद्दू;
Mashejbel, sadok, yaddu;
पलत्याह, हानान, अनायाह;
Palatyaah, hanaan, anayaah;
होशे, हनन्याह, हश्शूब;
Hoshe, hananyaah, hashshoob;
हल्लोहेश, पिल्हा, शोबेक;
Hallohesh, pilha, shobek;
रहूम, हशब्ना, मासेयाह;
Rahoom, hashabna, maseyaah;
अहिय्याह, हानान, आनान;
Ahiyyaah, hanaan, aanaan;
मल्लूक, हारीम और बाना।
Mallook, hareem aur bana.
शेष लोग अर्थात याजक, लेवीय, द्वारपाल, गवैये और नतीन लोग, निदान जितने परमेश्वर की व्यवस्था मानने के लिये देश देश के लोगों से अलग हुए थे, उन सभों ने अपनी स्त्रियों और उन बेटे-बेटियों समेत जो समझने वाले थे,
Shesh log arthaat yajak, leveeya, dwarpaal, gavaiye aur nateen log, nidaan jitne Parmeshwar ki vyavastha manne ke liye desh desh ke logon se alag hue the, un sabhon ne apni striyon aur un bete-betiyon samet jo samajhne vale the,
अपने भाई रईसों से मिलकर शपथ खाई, कि हम परमेश्वर की उस व्यवस्था पर चलेंगे जो उसके दास मूसा के द्वारा दी गई है, और अपने प्रभु यहोवा की सब आज्ञाएं, नियम और विधियां मानने में चौकसी करेंगे।
Apne bhai raison se milkar shapath khai, ki ham Parmeshwar ki us vyavastha par chalenge jo uske daas Musa ke dwara di gai hai, aur apne Prabhu Yahowa ki sab aagyayen, niyam aur vidhiyan manne mein chauksi karenge.
और हम न तो अपनी बेटियां इस देश के लोगों को ब्याह देंगे, और न अपने बेटों के लिये उनकी बेटियां ब्याह लेंगे।
Aur ham na to apni betiyan is desh ke logon ko byaah denge, aur na apne beton ke liye unki betiyan byaah lenge.
और जब इस देश के लोग विश्रामदिन को अन्न वा और बिकाऊ वस्तुएं बेचने को ले आयेंगे तब हम उन से न तो विश्रामदिन को न किसी पवित्र दिन को कुछ लेंगे; और सातवें वर्ष में भूमि पड़ी रहने देंगे, और अपने अपने ॠण की वसूली छोड़ देंगे।
Aur jab is desh ke log vishramdin ko ann va aur bikau vastuein bechne ko le aayenge tab ham un se na to vishramdin ko na kisi pavitra din ko kuchh lenge; aur satvein varsh mein bhoomi padi rahne denge, aur apne apne rin ki vasooli chhod denge.
फिर हम लोगों ने ऐसा नियम बान्ध लिया जिस से हम को अपने परमेश्वर के भवन की उपासना के लिये एक एक तिहाई शेकेल देना पड़ेगा:
Phir ham logon ne aisa niyam baandh liya jis se ham ko apne Parmeshwar ke bhavan ki upasna ke liye ek ek tihai shekel dena padega:
अर्थात भेंट की रोटी और नित्य अन्नबलि और नित्य होमबलि के लिये, और विश्रामदिनों और नये चान्द और नियत पर्ब्बों के बलिदानों और और पवित्र भेंटों और इस्राएल के प्रायश्चित्त के निमित्त पाप बलियों के लिये, निदान अपने परमेश्वर के भवन के सारे काम के लिये।
Arthaat bhent ki roti aur nitya annabli aur nitya homabli ke liye, aur vishramdinon aur naye chaand aur niyat parbbon ke balidanon aur aur pavitra bhenton aur Israel ke prayashchitt ke nimitt paap baliyon ke liye, nidaan apne Parmeshwar ke bhavan ke sare kaam ke liye.
फिर क्या याजक, क्या लेवीय, क्या साधारण लोग, हम सभों ने इस बात के ठहराने के लिये चिट्ठियां डालीं, कि अपने पितरों के घरानों के अनुसार प्रति वर्ष में ठहराए हुए समयों पर लकड़ी की भेंट व्यवस्था में लिखी हुई बात के अनुसार हम अपने परमेश्वर यहोवा की वेदी पर जलाने के लिये अपने परमेश्वर के भवन में लाया करेंगे।
Phir kya yajak, kya leveeya, kya sadharan log, ham sabhon ne is baat ke thahrane ke liye chitthiyan dali, ki apne pitron ke gharanon ke anusaar prati varsh mein thahraye hue samyon par lakdi ki bhent vyavastha mein likhi hui baat ke anusaar ham apne Parmeshwar Yahowa ki vedi par jalane ke liye apne Parmeshwar ke bhavan mein laya karenge.
और अपनी अपनी भूमि की पहिली उपज और सब भांति के वृक्षों के पहिले फल प्रति वर्ष यहोवा के भवन में ले आएंगे।
Aur apni apni bhoomi ki pahili upaj aur sab bhanti ke vrikshon ke pahile phal prati varsh Yahowa ke bhavan mein le aayenge.
और व्यवस्था में लिखी हुई बात के अनुसार, अपने अपने पहिलौठे बेटों और पशुओं, अर्थात पहिलौठे बछड़ों और मेम्नों को अपने परमेश्वर के भवन में उन याजकों के पास लाया करेंगे, जो हमारे परमेश्वर के भवन में सेवा टहल करते हैं।
Aur vyavastha mein likhi hui baat ke anusaar, apne apne pahilauthe beton aur pashuon, arthaat pahilauthe bachhdon aur memnon ko apne Parmeshwar ke bhavan mein un yajkon ke paas laya karenge, jo hamare Parmeshwar ke bhavan mein seva tahal karte hain.
और अपना पहिला गूंधा हुआ आटा, और उठाई हुई भेंटे, और सब प्रकार के वृक्षों के फल, और नया दाखमधु, और टटका तेल, अपने परमेश्वर के भवन की कोठरियों में याजकों के पास, और अपनी अपनी भूमि की उपज का दशमांश लेवियों के पास लाया करेंगे; क्योंकि वे लेवीय हैं, जो हमारी खेती के सब नगरों में दशमांश लेते हैं।
Aur apna pahila goondha huaa aata, aur uthai hui bhente, aur sab prakaar ke vrikshon ke phal, aur naya dakhamdhu, aur tatka tel, apne Parmeshwar ke bhavan ki kothriyon mein yajkon ke paas, aur apni apni bhoomi ki upaj ka dashmaansh leviyon ke paas laya karenge; kyonki ve leveeya hain, jo hamari kheti ke sab nagron mein dashmaansh lete hain.
और जब जब लेवीय दशमांश लें, तब तब उनके संग हारून की सन्तान का कोई याजक रहा करे; और लेवीय दशमांशों का दशमांश हमारे परमेश्वर के भवन की कोठरियों में अर्थात भणडार में पहुंचाया करेंगे।
Aur jab jab leveeya dashmaansh lein, tab tab unke sang haroon ki santaan ka koi yajak raha kare; aur leveeya dashmanshon ka dashmaansh hamare Parmeshwar ke bhavan ki kothriyon mein arthaat bhandaar mein pahunchaya karenge.
क्योंकि जिन कोठरियों में पवित्र स्थान के पात्र और सेवा टहल करने वाले याजक और द्वारपाल और गवैये रहते हैं, उन में इस्राएली और लेवीय, अनाज, नये दाखमधु, और टटके तेल की उठाई हुई भेंटे पहुंचाएंगे। निदान हम अपने परमेश्वर के भवन को न छोड़ेंगे।
Kyonki jin kothriyon mein pavitra sthaan ke patra aur seva tahal karne vale yajak aur dwarpaal aur gavaiye rahte hain, un mein Israeli aur leveeya, anaaj, naye dakhamdhu, aur tatke tel ki uthai hui bhente pahunchayenge. Nidaan ham apne Parmeshwar ke bhavan ko na chhodenge.