मोआब के विषय इस्राएल का परमेश्वर, सेनाओं का यहोवा यों कहता है: नबू पर हाय, क्योंकि वह नाश हो गया! किर्यातैम की आशा टूट गई, वह ले लिया गया है; ऊंचा गढ़ निराश और विस्मित हो गया है।
Moaab ke vishay Israel ka Parmeshwar, senaon ka Yahowa yon kahta hai: nabu par haay, kyonki vah naash ho gaya! Kiryataim ki aasha toot gai, vah le liya gaya hai; ooncha gadh niraash aur vismit ho gaya hai.