जब बाबुल का राजा नबूकदनेस्सर, यहोयाकीम के पुत्र यहूदा के राजा यकोन्याह को, और यहूदा के हाकिमों और लोहारों और और कारीगरों को बंधुआ कर के यरूशलेम से बाबुल को ले गया, तो उसके बाद यहोवा ने मुझ को अपने मन्दिर के सामहने रखे हुए अंजीरों के दो टोकरे दिखाए।
Jab babul ka raja nabookadnessar, yahoyakeem ke putra Yahuda ke raja yakonyaah ko, aur Yahuda ke hakimon aur loharon aur aur kareegron ko bandhuaa kar ke Yerushalem se babul ko le gaya, to uske baad Yahowa ne mujh ko apne mandir ke samahne rakhe hue anjeeron ke do tokre dikhaye.