तब परमेश्वर ने याकूब से कहा, यहां से कूच करके बेतेल को जा, और वहीं रह: और वहां ईश्वर के लिये वेदी बना, जिसने तुझे उस समय दर्शन दिया, जब तू अपने भाई ऐसाव के डर से भागा जाता था।
Tab Parmeshwar ne Yakub se kaha, yahan se kooch karke betel ko ja, aur vahi rah: aur vahan ishwar ke liye vedi bana, jisne tujhe us samay darshan diya, jab tu apne bhai aisaav ke dar se bhaga jata tha.