जब इसहाक बूढ़ा हो गया, और उसकी आंखें ऐसी धुंधली पड़ गईं, कि उसको सूझता न था, तब उसने अपने जेठे पुत्र ऐसाव को बुला कर कहा, हे मेरे पुत्र; उसने कहा, क्या आज्ञा।
Jab Ishaq boodha ho gaya, aur uski aankhein aisi dhundhli pad gai, ki usko soojhta na tha, tab usne apne jethe putra aisaav ko bula kar kaha, he mere putra; usne kaha, kya aagya.