फिर यहोवा ने मूसा से कहा, एक और विपत्ति मैं फिरौन और मिस्र देश पर डालता हूं, उसके पश्चात वह तुम लोगों को वहां से जाने देगा; और जब वह जाने देगा तब तुम सभों को निश्चय निकाल देगा।
Phir Yahowa ne Musa se kaha, ek aur vipatti main Firaun aur Misr desh par dalta hoon, uske pashchaat vah tum logon ko vahan se jane dega; aur jab vah jane dega tab tum sabhon ko nishchay nikaal dega.