फिर यहोवा ने मूसा से कहा, फिरोन के पास जा; क्योंकि मैं ही ने उसके और उसके कर्मचारियों के मन को इसलिये कठोर कर दिया है, कि अपने चिन्ह उनके बीच में दिखलाऊं।
Phir Yahowa ne Musa se kaha, phiron ke paas ja; kyonki main hi ne uske aur uske karmachariyon ke man ko isliye kathor kar diya hai, ki apne chinh unke beech mein dikhlaun.