और राजा क्षयर्ष ने देश और समुद्र के टापू दोनों पर कर लगाया।
Aur raja kshayarsh ne desh aur samudra ke tapu donon par kar lagaya.
Esther 10 · 3 verses
और राजा क्षयर्ष ने देश और समुद्र के टापू दोनों पर कर लगाया।
Aur raja kshayarsh ne desh aur samudra ke tapu donon par kar lagaya.
और उसके माहात्म्य और पराक्रम के कामों, और मोर्दकै की उस बड़ाई का पूरा ब्योरा, जो राजा ने उसकी की थी, क्या वह मादै और फारस के राजाओं के इतिहास की पुस्तक में नहीं लिखा है?
Aur uske mahatmya aur parakram ke kamon, aur mordakai ki us badai ka poora byora, jo raja ne uski ki thi, kya vah madai aur pharas ke rajaon ke itihaas ki pustak mein nahi likha hai?
निदान यहूदी मोर्दकै, क्षयर्ष राजा ही के नीचे था, और यहूदियों की दृष्टि में बड़ा था, और उसके सब भाई उस से प्रसन्न थे, क्योंकि वह अपने लोगों की भलाई की खोज में रहा करता था और अपने सब लोगों से शान्ति की बातें कहा करता था।
Nidaan Yahudi mordakai, kshayarsh raja hi ke neeche tha, aur Yahudiyon ki drishti mein bada tha, aur uske sab bhai us se prasann the, kyonki vah apne logon ki bhalai ki khoj mein raha karta tha aur apne sab logon se shanti ki batein kaha karta tha.