तब मैं ने वह सब अन्धेर देखा जो संसार में होता है। और क्या देखा, कि अन्धेर सहने वालों के आंसू बह रहे हैं, और उन को कोई शान्ति देने वाला नहीं! अन्धेर करने वालों के हाथ में शक्ति थी, परन्तु उन को कोई शान्ति देने वाला नहीं था।
Tab main ne vah sab andher dekha jo sansaar mein hota hai. Aur kya dekha, ki andher sahne valon ke aansu bah rahe hain, aur un ko koi shanti dene vala nahi! Andher karne valon ke haath mein shakti thi, parantu un ko koi shanti dene vala nahi tha.