उसी समय मीकाएल नाम बड़ा प्रधान, जो तेरे जाति-भाइयों का पक्ष करने को खड़ा रहता है, वह उठेगा। तब ऐसे संकट का समय होगा, जैसा किसी जाति के उत्पन्न होने के समय से ले कर अब तक कभी न हुआ होगा; परन्तु उस समय तेरे लोगों में से जितनों के नाम परमेश्वर की पुस्तक में लिखे हुए हैं, वे बच निकलेंगे।
Usi samay meekayel naam bada pradhaan, jo tere jati-bhaiyon ka paksh karne ko khada rahta hai, vah uthega. Tab aise sankat ka samay hoga, jaisa kisi jati ke utpann hone ke samay se le kar ab tak kabhi na huaa hoga; parantu us samay tere logon mein se jitnon ke naam Parmeshwar ki pustak mein likhe hue hain, ve bach niklenge.