जब शीबा की रानी ने सुलैमान की कीर्ति सुनी, तब वह कठिन कठिन प्रश्नों से उसकी परीक्षा करने के लिये यरूशलेम को चली। वह बहुत भारी दल और मसालों और बहुत सोने और मणि से लदे ऊंट साथ लिये हुए आई, और सुलैमान के पास पहुंच कर उस से अपने मन की सब बातों के विषय बातें कीं।
Jab sheeba ki rani ne sulaimaan ki keerti suni, tab vah kathin kathin prashnon se uski pareeksha karne ke liye Yerushalem ko chali. Vah bahut bhari dal aur masalon aur bahut sone aur mani se lade oont saath liye hue aai, aur sulaimaan ke paas pahunch kar us se apne man ki sab baton ke vishay batein ki.