फिर राजा सुलैमान मिस्र के राजा फ़िरौन की बेटी को ब्याह कर उसका दामाद बन गया, और उसको दाऊदपुर में लाकर जब तक अपना भवन और यहोवा का भवन और यरूशलेम के चारों ओर की शहरपनाह न बनवा चुका, तब तक उसको वहीं रखा।
Phir raja sulaimaan Misr ke raja firaun ki beti ko byaah kar uska damaad ban gaya, aur usko daoodpur mein lakar jab tak apna bhavan aur Yahowa ka bhavan aur Yerushalem ke charon or ki shahrapnaah na banva chuka, tab tak usko vahi rakha.