हे जाति जाति के सब लोगों यहोवा की स्तुति करो! हे राज्य राज्य के सब लोगो, उसकी प्रशंसा करो!क्योंकि उसकी करूणा हमारे ऊपर प्रबल हुई है; और यहोवा की सच्चाई सदा की है याह की स्तुति करो! यहोवा का धन्यवाद करो, क्योंकि वह भला है; और उसकी करूणा सदा की है!
He jati jati ke sab logon Yahowa ki stuti karo! He rajya rajya ke sab logo, uski prashansa karo!kyonki uski karoona hamare oopar prabal hui hai; aur Yahowa ki sachchai sada ki hai yaah ki stuti karo! Yahowa ka dhanyavaad karo, kyonki vah bhala hai; aur uski karoona sada ki hai!