अन्त के दिनों में ऐसा होगा कि यहोवा के भवन का पर्वत सब पहाड़ों पर दृढ़ किया जाएगा, और सब पहाड़ियों से अधिक ऊंचा किया जाएगा; और हर जाति के लोग धारा की नाईं उसकी ओर चलेंगे।
Ant ke dinon mein aisa hoga ki Yahowa ke bhavan ka parvat sab pahadon par dridh kiya jayega, aur sab pahadiyon se adhik ooncha kiya jayega; aur har jati ke log dhara ki nai uski or chalenge.