फिर उस ने अपने बारह चेलों को पास बुलाकर, उन्हें अशुद्ध आत्माओं पर अधिकार दिया, कि उन्हें निकालें और सब प्रकार की बीमारियों और सब प्रकार की दुर्बलताओं को दूर करें॥
Phir us ne apne barah chelon ko paas bulakar, unhein ashuddh aatmaon par adhikaar diya, ki unhein nikalein aur sab prakaar ki beemariyon aur sab prakaar ki durbaltaon ko door karein.