क्योंकि देखो, वह धधकते भट्ठे का सा दिन आता है, जब सब अभिमानी और सब दुराचारी लोग अनाज की खूंटी बन जाएंगे; और उस आने वाले दिन में वे ऐसे भस्म हो जाएंगे कि उनका पता तक न रहेगा, सेनाओं के यहोवा का यही वचन है।
Kyonki dekho, vah dhadhakte bhatthe ka sa din aata hai, jab sab abhimani aur sab durachari log anaaj ki khoonti ban jayenge; aur us aane vale din mein ve aise bhasm ho jayenge ki unka pata tak na rahega, senaon ke Yahowa ka yahi vachan hai.