उन दिनों में इस्राएलियों का कोई राजा न था। और उन्हीं दिनों में दानियों के गोत्र के लोग रहने के लिये कोई भाग ढूंढ़ रहे थे; क्योंकि इस्राएली गोत्रों के बीच उनका भाग उस समय तक न मिला था।
Un dinon mein Israeliyon ka koi raja na tha. Aur unhi dinon mein daniyon ke gotra ke log rahne ke liye koi bhaag dhoondh rahe the; kyonki Israeli gotron ke beech unka bhaag us samay tak na mila tha.