तब यहोवा ने यहोशू से कहा, मत डर, और तेरा मन कच्चा न हो; कमर बान्धकर सब योद्धाओं को साथ ले, और ऐ पर चढ़ाई कर; सुन, मैं ने ऐ के राजा को उसकी प्रजा और उसके नगर और देश समेत तेरे वश में किया है।
Tab Yahowa ne yahoshu se kaha, mat dar, aur tera man kachcha na ho; kamar bandhakar sab yoddhaon ko saath le, aur ai par chadhai kar; sun, main ne ai ke raja ko uski praja aur uske nagar aur desh samet tere vash mein kiya hai.