यहोशू बूढ़ा और बहुत उम्र का हो गया; और यहोवा ने उस से कहा, तू बूढ़ा और बहुत उम्र का हो गया है, और बहुत देश रह गए हैं, जो इस्राएल के अधिकार में अभी तक नहीं आए।
Yahoshu boodha aur bahut umra ka ho gaya; aur Yahowa ne us se kaha, tu boodha aur bahut umra ka ho gaya hai, aur bahut desh rah gaye hain, jo Israel ke adhikaar mein abhi tak nahi aaye.