जब यरूशलेम के राजा अदोनीसेदेक ने सुना कि यहोशू ने ऐ को ले लिया, और उसको सत्यानाश कर डाला है, और जैसा उसने यरीहो और उसके राजा से किया है, और यह भी सुना कि गिबोन के निवासियों ने इस्राएलियों से मेल किया, और उनके बीच रहने लगे हैं,
Jab Yerushalem ke raja adoneesedek ne suna ki yahoshu ne ai ko le liya, aur usko satyanaash kar dala hai, aur jaisa usne yareeho aur uske raja se kiya hai, aur yah bhi suna ki gibon ke nivasiyon ne Israeliyon se mel kiya, aur unke beech rahne lage hain,