हे इस्राएल, तू देश देश के लोगों की नाईं आनन्द में मगन मत हो! क्योंकि तू अपने परमेश्वर को छोड़ कर वेश्या बनी। तू ने अन्न के हर एक खलिहान पर छिनाले की कमाई आनन्द से ली है।
He Israel, tu desh desh ke logon ki nai aanand mein magan mat ho! Kyonki tu apne Parmeshwar ko chhod kar veshya bani. Tu ne ann ke har ek khalihaan par chhinale ki kamai aanand se li hai.