फिर यहोवा ने मुझ से कहा, अब जा कर एक ऐसी स्त्री से प्रीति कर, जो व्यभिचारिणी होने पर भी अपने प्रिय की प्यारी हो; क्योंकि उसी भांति यद्यपि इस्राएली पराए देवताओं की ओर फिरे, और दाख की टिकियों से प्रीति रखते हैं, तौभी यहोवा उन से प्रीति रखता है।
Phir Yahowa ne mujh se kaha, ab ja kar ek aisi stri se preeti kar, jo vyabhicharini hone par bhi apne priya ki pyari ho; kyonki usi bhanti yadyapi Israeli paraye devtaon ki or phire, aur daakh ki tikiyon se preeti rakhte hain, taubhi Yahowa un se preeti rakhta hai.