मैं ने प्रभु को वेदी के ऊपर खड़ा देखा, और उसने कहा, खम्भे की कंगनियों पर मार जिस से डेवढ़ियां हिलें, और उन को सब लोगों के सिर पर गिरा कर टुकड़े टुकड़े कर; और जो नाश होने से बचें, उन्हें मैं तलवार से घात करूंगा; उन में से एक भी न भाग निकलेगा, और जो अपने को बचाए, वह बचने न पाएगा॥
Main ne Prabhu ko vedi ke oopar khada dekha, aur usne kaha, khambhe ki kangniyon par maar jis se devdhiyan hilein, aur un ko sab logon ke sir par gira kar tukde tukde kar; aur jo naash hone se bachein, unhein main talvaar se ghaat karoonga; un mein se ek bhi na bhaag niklega, aur jo apne ko bachaye, vah bachne na payega.