फिर जिस समय राजा लोग युद्ध करने को निकला करते हैं, उस समय, अर्थात वर्ष के आरम्भ में दाऊद ने योआब को, और उसके संग अपने सेवकों और समस्त इस्राएलियों को भेजा; और उन्होंने अम्मोनियों को नाश किया, और रब्बा नगर को घेर लिया। परन्तु दाऊद यरूशलेम में रह गया।
Phir jis samay raja log yuddh karne ko nikla karte hain, us samay, arthaat varsh ke aarambh mein Daud ne yoaab ko, aur uske sang apne sevkon aur samast Israeliyon ko bheja; aur unhonne ammoniyon ko naash kiya, aur rabba nagar ko gher liya. Parantu Daud Yerushalem mein rah gaya.