अराम के राजा का नामान नाम सेनापति अपने स्वामी की दृष्टि में बड़ा और प्रतिष्ठित पुरुष था, क्योंकि यहोवा ने उसके द्वारा अरामियों को विजयी किया था, और यह शूरवीर था, परन्तु कोढ़ी था।
Araam ke raja ka namaan naam senapti apne swami ki drishti mein bada aur pratishthit purush tha, kyonki Yahowa ne uske dwara aramiyon ko vijyi kiya tha, aur yah shoorveer tha, parantu kodhi tha.