और सिदकिय्याह ने बाबेल के राजा से बलवा किया। उसके राज्य के नौवें वर्ष के दसवें महीने के दसवें दिन को बाबेल के राजा नबूकदनेस्सर ने अपनी पूरी सेना ले कर यरूशलेम पर चढ़ाई की, और उसके पास छावनी कर के उसके चारों ओर कोट बनाए।
Aur sidkiyyaah ne babel ke raja se balva kiya. Uske rajya ke nauvein varsh ke dasvein maheene ke dasvein din ko babel ke raja nabookadnessar ne apni poori sena le kar Yerushalem par chadhai ki, aur uske paas chhavni kar ke uske charon or kot banaye.