आदम,शेत, एनोश;
Aadam,shet, enosh;
1 Chronicles 1 · 54 verses
आदम,शेत, एनोश;
Aadam,shet, enosh;
केनान, महललेल, येरेद;
Kenaan, mahallel, yered;
हनोक, मतूशेलह, लेमेक;
Hanok, matooshelah, lemek;
नूह, शेम, हाम और येपेत।
Nooh, shem, haam aur yepet.
येपेत के पुत्र: गोमेर, मागोग, मादै, यावान, तूबल, मेशेक और तीरास हैं।
Yepet ke putra: gomer, magog, madai, yavaan, toobal, meshek aur teeraas hain.
और गोमेर के पुत्र: अशकनज, दीपत और तोगर्मा हैं।
Aur gomer ke putra: ashaknaj, deepat aur togarma hain.
और यावान के पुत्र: एलीशा, तर्शीश, और कित्ती और रोदानी लोग हैं।
Aur yavaan ke putra: eleesha, tarsheesh, aur kitti aur rodani log hain.
हाम के पुत्र: कुश, मिस्र, पूत और कनान हैं।
Haam ke putra: kush, Misr, poot aur kanaan hain.
और कूश के पुत्र: सबा, हबीला, सबाता, रामा और सब्तका हैं; और रामा के पुत्र: शबा और ददान हैं।
Aur koosh ke putra: saba, habeela, sabata, rama aur sabtaka hain; aur rama ke putra: shaba aur dadaan hain.
और कूश से निम्रोद उत्पन्न हुआ; पृथ्वी पर पहिला वीर वही हुआ।
Aur koosh se nimrod utpann huaa; prithvi par pahila veer vahi huaa.
और मिस्र से लूदी, अनामी, लहावी, नप्तही।
Aur Misr se loodi, anami, lahavi, naptahi.
पत्रूसी, कसलूही (वहां से पलिश्ती निकले ) और कप्तोरी उत्पन्न हुए।
Patroosi, kasloohi (vahan se palishti nikle ) aur kaptori utpann hue.
कनान से उसका जेठा सीदोन और हित्त।
Kanaan se uska jetha seedon aur hitt.
और यबूसी, एमोरी, गिर्गाशी।
Aur yaboosi, emori, girgashi.
हिव्वी, अर्की, सीनी।
Hivvi, arki, seeni.
अर्वदी, समारी और हमाती उत्पन्न हुए।
Arvadi, samari aur hamati utpann hue.
शेम के पुत्र: एलाम, अश्शूर, अर्पक्षद, लूद, अराम, ऊस, हूल, गेतेर और मेशेक हैं।
Shem ke putra: elaam, ashshoor, arpakshad, lood, araam, oos, hool, geter aur meshek hain.
और अर्पक्षद से शेलह और शेलह से एबेर उत्पन्न हुआ।
Aur arpakshad se shelah aur shelah se eber utpann huaa.
और एबेर के दो पुत्र उत्पन्न हुए: एक का नाम पेलेग इस कारण रखा गया कि उसके दिनों में पृथ्वी बांटी गई; और उसके भाई का नाम योक्तान था।
Aur eber ke do putra utpann hue: ek ka naam peleg is karan rakha gaya ki uske dinon mein prithvi banti gai; aur uske bhai ka naam yoktaan tha.
और योक्तान से अल्मोदाद, शुलेप, हसर्मावेत, येरह।
Aur yoktaan se almodaad, shulep, hasarmavet, yerah.
हदोराम, ऊजाल, दिक्ला।
Hadoraam, oojaal, dikla.
एबाल, अबीमाएल, शबा,
Ebaal, abeemayel, shaba,
ओपीर, हवीला और सोबाब उत्पन्न हुए; ये ही सब योक्तान के पुत्र हैं।
Opeer, haveela aur sobaab utpann hue; ye hi sab yoktaan ke putra hain.
शेम, अर्पक्षद, शेलह।
Shem, arpakshad, shelah.
एबेर, पेलेग, रू।
Eber, peleg, ru.
सरूग, नाहोर, तेरह,
Saroog, nahor, terah,
अब्राम, वही इब्राहीम भी कहलाता है।
Abraam, vahi Ibrahim bhi kahlata hai.
इब्राहीम के पुत्र इसहाक और इश्माएल हैं।
Ibrahim ke putra Ishaq aur ishmayel hain.
इनकी वंशावलियां ये हैं। इश्माएल का जेठा नवायोत, फिर केदार, अदवेल, मिबसाम।
Inki vanshavliyan ye hain. Ishmayel ka jetha navayot, phir kedaar, advel, mibsaam.
मिश्मा, दूमा, मस्सा, हदद, तेमा।
Mishma, dooma, massa, hadad, tema.
यतूर, नापीश, केदमा। ये इश्माएल के पुत्र हुए।
Yatoor, napeesh, kedma. Ye ishmayel ke putra hue.
फिर कतूरा जो इब्राहीम की रखेली थी, उसके ये पुत्र उत्पन्न हुए, अर्थात उस से जिम्रान, योक्षान, मदान, मिद्यान, यिशबाक और शूह उत्पन्न हुए। योक्षान के पुत्र: शबा और ददान।
Phir katoora jo Ibrahim ki rakheli thi, uske ye putra utpann hue, arthaat us se jimraan, yokshaan, madaan, midyaan, yishbaak aur shooh utpann hue. Yokshaan ke putra: shaba aur dadaan.
और मिद्यान के पुत्र: एपा, एपेर, हनोक, अबीदा और एलदा, ये सब कतूरा के पुत्र हैं।
Aur midyaan ke putra: epa, eper, hanok, abeeda aur elda, ye sab katoora ke putra hain.
इब्राहीम से इसहाक उत्पन्न हुआ। इसहाक के पुत्र: ऐसाव और इस्राएल।
Ibrahim se Ishaq utpann huaa. Ishaq ke putra: aisaav aur Israel.
ऐसाव के पुत्र: एलीपज, रूएल, यूश, यालाम और कोरह हैं।
Aisaav ke putra: eleepaj, rooyel, yoosh, yalaam aur korah hain.
एलीपज के ये पुत्र हैं: तेमान, ओमार, सपी, गाताम, कनज, तिम्ना और अमालेक।
Eleepaj ke ye putra hain: temaan, omaar, sapi, gataam, kanaj, timna aur amalek.
रूएल के पुत्र: नहत, जेरह, शम्मा और मिज्जा।
Rooyel ke putra: nahat, jerah, shamma aur mijja.
फिर सेईर के पुत्र: लोतान, शोबाल, सिबोन, अना, दीशोन, एसेर और दीशान हैं।
Phir seir ke putra: lotaan, shobaal, sibon, ana, deeshon, eser aur deeshaan hain.
और लोतान के पुत्र: होरी और होमाम, और लोतान की बहिन तिम्ना थी।
Aur lotaan ke putra: hori aur homaam, aur lotaan ki bahin timna thi.
शोबाल के पुत्र: अल्यान, मानहत, एबाल, शपी और ओनाम।
Shobaal ke putra: alyaan, manhat, ebaal, shapi aur onaam.
और सिबोन के पुत्र: अय्या, और अना। अना का पुत्र: दीशोन। और दीशोन के पुत्र: हम्रान, एशबान, यित्रान और करान।
Aur sibon ke putra: ayya, aur ana. Ana ka putra: deeshon. Aur deeshon ke putra: hamraan, eshbaan, yitraan aur karaan.
एसेर के पुत्र बिल्हान, जाचान और याकान। और दीशान के पुत्र: ऊस और अरान हैं।
Eser ke putra bilhaan, jachaan aur yakaan. Aur deeshaan ke putra: oos aur araan hain.
जब किसी राजा ने इस्राएलियों पर राज्य न किया था, तब एदोम के देश में ये राजा हुए: अर्थात बोर का पुत्र बेला और उसकी राजधानी का नाम दिन्हाबा था।
Jab kisi raja ne Israeliyon par rajya na kiya tha, tab edom ke desh mein ye raja hue: arthaat bor ka putra bela aur uski rajdhani ka naam dinhaba tha.
बेला के मरने पर, बोस्राई जेरह का पुत्र योबाब, उसके स्थान पर राजा हुआ।
Bela ke marne par, bosrai jerah ka putra yobaab, uske sthaan par raja huaa.
और योबाब के मरने पर, तेमानियों के देश का हूशाम उसके स्थान पर राजा हुआ।
Aur yobaab ke marne par, temaniyon ke desh ka hooshaam uske sthaan par raja huaa.
फिर हूशाम के मरने पर, बदद का पुत्र हदद, उसके स्थान पर राजा हुआ: यह वही है, जिसने मिद्यानियों को मोआब के देश में मार लिया; और उसकी राजधानी का नाम अबीत था।
Phir hooshaam ke marne par, badad ka putra hadad, uske sthaan par raja huaa: yah vahi hai, jisne midyaniyon ko moaab ke desh mein maar liya; aur uski rajdhani ka naam abeet tha.
और हदद के मरने पर, मस्रेकाई सम्ला उसके स्थान पर राजा हुआ।
Aur hadad ke marne par, masrekai samla uske sthaan par raja huaa.
फिर सम्ला के मरने पर शाऊल, जो महानद के तट पर के रहोबोत नगर का था, वह उसके स्थान पर राजा हुआ।
Phir samla ke marne par shaool, jo mahanad ke tat par ke rahobot nagar ka tha, vah uske sthaan par raja huaa.
और शाऊल के मरने पर अकबोर का पुत्र बाल्हानान उसके स्थान पर राजा हुआ।
Aur shaool ke marne par akbor ka putra balhanaan uske sthaan par raja huaa.
और बल्हानान के मरने पर, हदद उसके स्थान पर राजा हुआ; और उसकी राजधानी का नाम पाई था। और उसकी पत्नी का नाम महेतबेल था जो मेज़ाहाब की नातिनी और मत्रेद की बेटी थी। और हदद मर गया।
Aur balhanaan ke marne par, hadad uske sthaan par raja huaa; aur uski rajdhani ka naam pai tha. Aur uski patni ka naam mahetbel tha jo mezahaab ki natini aur matred ki beti thi. Aur hadad mar gaya.
फिर एदोम के अधिपति ये थे: अर्थात अधिपति तिम्ना, अधिपति अल्या, अधिपति यतेत, अधिपति ओहोलीवामा,
Phir edom ke adhipti ye the: arthaat adhipti timna, adhipti alya, adhipti yatet, adhipti oholeevama,
अधिपति एला, अधिपति पीनोन, अधिपति कनज,
Adhipti ela, adhipti peenon, adhipti kanaj,
अधिपति तेमान, अधिपति मिबसार, अधिपति मग्दीएल, अधिपति ईराम।
Adhipti temaan, adhipti mibsaar, adhipti magdeeyel, adhipti iraam.
एदोम के ये अधिपति हुए।
Edom ke ye adhipti hue.