और यहोवा ने शमूएल से कहा, मैं ने शाऊल को इस्राएल पर राज्य करने के लिये तुच्छ जाना है, तू कब तक उसके विषय विलाप करता रहेगा? अपने सींग में तेल भर के चल; मैं तुझ को बेतलेहेमी यिशै के पास भेजता हूं, क्योंकि मैं ने उसके पुत्रों में से एक को राजा होने के लिये चुना है।
Aur Yahowa ne shamooyel se kaha, main ne shaool ko Israel par rajya karne ke liye tuchchh jana hai, tu kab tak uske vishay vilaap karta rahega? Apne seeng mein tel bhar ke chal; main tujh ko betlehemi yishai ke paas bhejta hoon, kyonki main ne uske putron mein se ek ko raja hone ke liye chuna hai.