इस्साकार के पुत्र तोला, पूआ, याशूब और शिम्रोन, चार थे।
Issakaar ke putra tola, pooaa, yashoob aur shimron, chaar the.
1 Chronicles 7 · 40 verses
इस्साकार के पुत्र तोला, पूआ, याशूब और शिम्रोन, चार थे।
Issakaar ke putra tola, pooaa, yashoob aur shimron, chaar the.
और तोला के पुत्र उज्जी, रपायाह, यरीएल, यहमै, यिबसाम और शमूएल, ये अपने अपने पितरों के घरानों अर्थात तोला की सन्तान के मुख्य पुरुष और बड़े वीर थे, और दाऊद के दिनों में उनके वंश की गिनती बाईस हजार छ: सौ थी।
Aur tola ke putra ujji, rapayaah, yareeyel, yahmai, yibsaam aur shamooyel, ye apne apne pitron ke gharanon arthaat tola ki santaan ke mukhya purush aur bade veer the, aur Daud ke dinon mein unke vansh ki ginti bais hajaar chha: sau thi.
और उज्जी का पुत्र यिज्रह्याह, और यिज्रह्याह के पुत्र मीकाएल, ओबद्याह, योएल और यिश्शिय्यह पांच थे; ये सब मुख्य पुरुष थे।
Aur ujji ka putra yijrahyaah, aur yijrahyaah ke putra meekayel, obadyaah, yoyel aur yishshiyyah paanch the; ye sab mukhya purush the.
और उनके साथ उनकी वंशावलियों और पितरों के घरानों के अनुसार सेना के दलों के छत्तीस हजार योद्धा थे; क्योंकि उनके बहुत स्त्रियां और पुत्र थे।
Aur unke saath unki vanshavliyon aur pitron ke gharanon ke anusaar sena ke dalon ke chhattees hajaar yoddha the; kyonki unke bahut striyan aur putra the.
और उनके भाई जो इस्साकार के सब कुलों में से थे, वे सत्तासी हजार बड़े वीर थे, जो अपनी अपनी वंशावली के अनुसार गिने गए।
Aur unke bhai jo issakaar ke sab kulon mein se the, ve sattasi hajaar bade veer the, jo apni apni vanshavli ke anusaar gine gaye.
बिन्यामीन के पुत्र बेला, बेकेर और यदीएल ये तीन थे।
Binyameen ke putra bela, beker aur yadeeyel ye teen the.
बेला के पुत्र: एसबोन, उज्जी, उज्जीएल, यरीमोत और ईरी ये पांच थे। ये अपने अपने पितरों के घरानों के मुख्य पुरुष और बड़े वीर थे, और अपनी अपनी वंशावली के अनुसार उनकी गिनती बाईस हजार चौंतीस थी।
Bela ke putra: esbon, ujji, ujjeeyel, yareemot aur iri ye paanch the. Ye apne apne pitron ke gharanon ke mukhya purush aur bade veer the, aur apni apni vanshavli ke anusaar unki ginti bais hajaar chauntees thi.
और बेकेर के पुत्र: जमीरा, योआश, बलीएजेर, एल्योएनै, ओम्री, यरेमोत, अबिय्याह, अनातोत और आलेमेत ये सब बेकेर के पुत्र थे।
Aur beker ke putra: jameera, yoaash, baleeyejer, elyoyenai, omri, yaremot, abiyyaah, anatot aur aalemet ye sab beker ke putra the.
ये जो अपने अपने पितरों के घरानों के मुख्य पुरुष और बड़े वीर थे, इनके वंश की गिनती अपनी अपनी वंशावली के अनुसार बीस हजार दो सौ थी।
Ye jo apne apne pitron ke gharanon ke mukhya purush aur bade veer the, inke vansh ki ginti apni apni vanshavli ke anusaar bees hajaar do sau thi.
और यदीएल का पुत्र बिल्हान, और बिल्हान के पुत्र, यूश, बिन्यामीन, एहूद, कनाना, जेतान, तर्शीश और अहीशहर थे।
Aur yadeeyel ka putra bilhaan, aur bilhaan ke putra, yoosh, binyameen, ehood, kanana, jetaan, tarsheesh aur aheeshhar the.
ये सब जो यदीएल की सन्तान और अपने अपने पितरों के घरानों में मुख्य पुरुष और बड़े वीर थे, इनके वंश से सेना में युद्ध करने के योग्य सत्रह हजार दो सौ पुरुष थे।
Ye sab jo yadeeyel ki santaan aur apne apne pitron ke gharanon mein mukhya purush aur bade veer the, inke vansh se sena mein yuddh karne ke yogya satrah hajaar do sau purush the.
और ईर के पुत्र शुप्पीम और हुप्पीम और अहेर के पुत्र हूशी थे।
Aur ir ke putra shuppeem aur huppeem aur aher ke putra hooshi the.
नप्ताली के पुत्र, एहसीएल, गूनी, येसेर और शल्लूम थे, ये बिल्हा के पोते थे।
Naptali ke putra, ehseeyel, gooni, yeser aur shalloom the, ye bilha ke pote the.
मनश्शे के पुत्र, अस्रीएल जो उसकी अरामी रखेली स्त्री से उत्पन्न हुआ था; और उस अरामी स्त्री ने गिलाद के पिता माकीर को भी जन्म दिया।
Manashshe ke putra, asreeyel jo uski arami rakheli stri se utpann huaa tha; aur us arami stri ne gilaad ke pita makeer ko bhi janm diya.
और माकीर (जिसकी बहिन का नाम माका था ) उसने हुप्पीम और शुप्पीम के लिये स्त्रियां ब्याह लीं, और दूसरे का नाम सलोफाद था, और सलोफाद के बेटियां हुईं।
Aur makeer (jiski bahin ka naam maka tha ) usne huppeem aur shuppeem ke liye striyan byaah li, aur doosre ka naam salophaad tha, aur salophaad ke betiyan hui.
फिर माकीर की स्त्री माका के एक पुत्र उत्पन्न हुआ और उसका नाम पेरेश रखा; और उसके भाई का नाम शेरेश था; और इसके पुत्र ऊलाम और राकेम थे।
Phir makeer ki stri maka ke ek putra utpann huaa aur uska naam peresh rakha; aur uske bhai ka naam sheresh tha; aur iske putra oolaam aur rakem the.
और ऊलाम का पुत्र बदान। ये गिलाद की सन्तान थे जो माकीर का पुत्र और मनश्शे का पोता था।
Aur oolaam ka putra badaan. Ye gilaad ki santaan the jo makeer ka putra aur manashshe ka pota tha.
फिर उसकी बहिन हम्मोलेकेत ने ईशहोद, अबीएजेर और महला को जन्म दिया।
Phir uski bahin hammoleket ne ishhod, abeeyejer aur mahla ko janm diya.
और शमीदा के पुत्र अह्यान, शेकेम, लिखी और अनीआम थे।
Aur shameeda ke putra ahyaan, shekem, likhi aur aneeaam the.
और एप्रैम के पुत्र शूतेलह और शूतेलह का बेरेद, बेरेद का तहत, तहत का एलादा, एलादा का तहत।
Aur epraim ke putra shootelah aur shootelah ka bered, bered ka tahat, tahat ka elada, elada ka tahat.
तहत का जाबाद और जाबाद का पुत्र शूतेलह हुआ, और येजेर और एलाद भी जिन्हें गत के मनुष्यों ने जो उस देश में उत्पन्न हुए थे इसलिये घात किया, कि वे उनके पशु हर लेने को उतर आए थे।
Tahat ka jabaad aur jabaad ka putra shootelah huaa, aur yejer aur elaad bhi jinhein gat ke manushyon ne jo us desh mein utpann hue the isliye ghaat kiya, ki ve unke pashu har lene ko utar aaye the.
सो उनका पिता एप्रैम उनके लिये बहुत दिन शोक करता रहा, और उसके भाई उसे शांति देने को आए।
So unka pita epraim unke liye bahut din shok karta raha, aur uske bhai use shanti dene ko aaye.
और वह अपनी पत्नी के पास गया, और उसने गर्भवती हो कर एक पुत्र को जन्म दिया और एप्रैम ने उसका नाम इस कारण बरीआ रखा, कि उसके घराने में विपत्ति पड़ी थी।
Aur vah apni patni ke paas gaya, aur usne garbhavti ho kar ek putra ko janm diya aur epraim ne uska naam is karan bareeaa rakha, ki uske gharane mein vipatti padi thi.
(और उसकी पुत्री शेरा थी, जिसने निचले और ऊपर वाले दोनों बेथोरान नाम नगरों को और उज्जेनशेरा को दृढ़ कराया। )
(aur uski putri shera thi, jisne nichle aur oopar vale donon bethoraan naam nagron ko aur ujjenshera ko dridh karaya. )
और उसका पुत्र रेपा था, और रेशेप भी, और उसका पुत्र तेलह, तेलह का तहन, तहन का लादान,
Aur uska putra repa tha, aur reshep bhi, aur uska putra telah, telah ka tahan, tahan ka ladaan,
लादान का अम्मीहूद, अम्मीहूद का एलीशामा।
Ladaan ka ammeehood, ammeehood ka eleeshama.
एलीशमा का नून, और नून का पुत्र यहोशू था।
Eleeshma ka noon, aur noon ka putra yahoshu tha.
और उनकी निज भूमि और बस्तियां गांवों समेत बेतेल और पूर्व की ओर नारान और पश्चिम की ओर गांवों समेत गेजेर, फिर गांवों समेत शकेम, और गांवों समेत अज्जा थीं।
Aur unki nij bhoomi aur bastiyan ganvon samet betel aur poorva ki or naraan aur pashchim ki or ganvon samet gejer, phir ganvon samet shakem, aur ganvon samet ajja thi.
और मनश्शेइयों के सिवाने के पास अपने अपने गांवों समेत बेतशान, तानाक, मगिद्दो और दोर। इन में इस्राएल के पुत्र युसुफ की सन्तान के लोग रहते थे।
Aur manashsheiyon ke sivane ke paas apne apne ganvon samet betshaan, tanaak, magiddo aur dor. In mein Israel ke putra yusuph ki santaan ke log rahte the.
आशेर के पुत्र, यिम्ना, यिश्वा, यिश्वी और बरीआ, और उनकी बहिन सेरह हुई।
Aasher ke putra, yimna, yishwa, yishwi aur bareeaa, aur unki bahin serah hui.
और बरीआ के पुत्र, हेबेर और मल्कीएल और यह बिर्जोत का पिता हुआ।
Aur bareeaa ke putra, heber aur malkeeyel aur yah birjot ka pita huaa.
और हेबेर ने यपलेत, शोमेर, होताम और उनकी बहिन शूआ को जन्म दिया।
Aur heber ne yaplet, shomer, hotaam aur unki bahin shooaa ko janm diya.
और यपलेत के पुत्र पासक बिम्हाल और अश्वात। यपलेत के ये ही पुत्र थे।
Aur yaplet ke putra pasak bimhaal aur ashwaat. Yaplet ke ye hi putra the.
और शेमेर के पुत्र, अही, रोहगा, यहुब्बा और अराम थे।
Aur shemer ke putra, ahi, rohga, yahubba aur araam the.
और उसके भाई हेलेम के पुत्र सोपह, यिम्ना, शेलेश और आमाल थे।
Aur uske bhai helem ke putra sopah, yimna, shelesh aur aamaal the.
और सोपह के पुत्र, सूह, हर्नेपेर, शूआल, वेरी, इम्रा।
Aur sopah ke putra, sooh, harneper, shooaal, veri, imra.
बेसेर, होद, शम्मा, शिलसा, यित्रान और बेरा थे॥
Beser, hod, shamma, shilsa, yitraan aur bera the.
और येतेर के पुत्र, यपुन्ने, पिस्पा और अरा।
Aur yeter ke putra, yapunne, pispa aur ara.
और उल्ला के पुत्र, आरह, हन्नीएल और रिस्या।
Aur ulla ke putra, aarah, hanneeyel aur risya.
ये सब आशेर के वंश में हुए, और अपने अपने पितरों के घरानों में मुख्य पुरुष और बड़े से बड़े वीर थे और प्रधानों में मुख्य थे। और थे जो अपनी अपनी वंशावली के अनुसार सेना में युद्ध करने के लिये गिने गए, इनकी गिनती छब्बीस हजार थी।
Ye sab aasher ke vansh mein hue, aur apne apne pitron ke gharanon mein mukhya purush aur bade se bade veer the aur pradhanon mein mukhya the. Aur the jo apni apni vanshavli ke anusaar sena mein yuddh karne ke liye gine gaye, inki ginti chhabbees hajaar thi.