1 Chronicles 5 · 26 verses

1 इतिहास 5 1 Chronicles 5 in Hindi and Hinglish

हिंदी बाइबल (O.V.) · हर वचन के नीचे उसकी Hinglish पंक्ति — 1 itihaas 5.

1

इस्राएल का जेठा तो रूबेन था, परन्तु उसने जो अपने पिता के बिछौने को अशुद्ध किया, इस कारण जेठे का अधिकार इस्राएल के पुत्र यूसुफ के पुत्रों को दिया गया। वंशावली जेठे के अधिकार के अनुसार नहीं ठहरी।

Israel ka jetha to rooben tha, parantu usne jo apne pita ke bichhaune ko ashuddh kiya, is karan jethe ka adhikaar Israel ke putra Yusuf ke putron ko diya gaya. Vanshavli jethe ke adhikaar ke anusaar nahi thahri.

2

क्योकि यहूदा अपने भाइयों पर प्रबल हो गया, और प्रधान उसके वंश से हुआ परन्तु जेठे का अधिकार यूसुफ का था।

Kyoki Yahuda apne bhaiyon par prabal ho gaya, aur pradhaan uske vansh se huaa parantu jethe ka adhikaar Yusuf ka tha.

3

इस्राएल के जेठे पुत्र रूबेन के पुत्र ये हुए, अर्थात हनोक, पल्लू, हेस्रोन और कमीं।

Israel ke jethe putra rooben ke putra ye hue, arthaat hanok, pallu, hesron aur kami.

4

और योएल के पुत्र शमायाह, शमायाह का गोग, गोग का शिमी।

Aur yoyel ke putra shamayaah, shamayaah ka gog, gog ka shimi.

5

शिमी का मीका, मीका का रायाह, रायाह का बाल।

Shimi ka meeka, meeka ka rayaah, rayaah ka baal.

6

और बाल का पुत्र बेरा, इस को अश्शूर का राजा तिलगतपिलनेसेर बन्धुआई में ले गया; और वह रूबेनियों का प्रधान था।

Aur baal ka putra bera, is ko ashshoor ka raja tilgatpilneser bandhuaai mein le gaya; aur vah roobeniyon ka pradhaan tha.

7

और उसके भाइयों की वंशावली के लिखते समय वे अपने अपने कुल के अनुसार ये ठहरे, अर्थात मुख्य तो यीएल, फिर जकर्याह।

Aur uske bhaiyon ki vanshavli ke likhte samay ve apne apne kul ke anusaar ye thahre, arthaat mukhya to yeeyel, phir jakaryaah.

8

और अजाज का पुत्र बेला जो शेमा का पोता और योएल का परपोता था, वह अरोएर में और नबो और बाल्मोन तक रहता था।

Aur ajaaj ka putra bela jo shema ka pota aur yoyel ka parpota tha, vah aroyer mein aur nabo aur balmon tak rahta tha.

9

और पूर्व ओर वह उस जंगल के सिवाने तक रहा जो परात महानद तक महुंचाता है, क्योंकि उनके पशु गिलाद देश में बढ़ गए थे।

Aur poorva or vah us jangal ke sivane tak raha jo paraat mahanad tak mahunchata hai, kyonki unke pashu gilaad desh mein badh gaye the.

10

और शाऊल के दिनों में उन्होंने हग्रियों से युद्ध किया, और हग्री उनके हाथ से मारे गए; तब वे गिलाद की सारी पूरबी अलंग में अपने डेरों में रहने लगे।

Aur shaool ke dinon mein unhonne hagriyon se yuddh kiya, aur hagri unke haath se mare gaye; tab ve gilaad ki sari poorbi alang mein apne deron mein rahne lage.

11

गादी उनके साम्हने सल्का तक बाशान देश में रहते थे।

Gadi unke samhane salka tak bashaan desh mein rahte the.

12

अर्थात मुख्य तो योएल और दूसरा शापाम फिर यानै और शापात, ये बाशान में रहते थे।

Arthaat mukhya to yoyel aur doosra shapaam phir yanai aur shapaat, ye bashaan mein rahte the.

13

और उनके भाई अपने अपने पितरों के घरानों के अनुसार मीकाएल, मशुल्लाम, शेबा, योरै, याकान, जी और एबेर, सात थे।

Aur unke bhai apne apne pitron ke gharanon ke anusaar meekayel, mashullaam, sheba, yorai, yakaan, ji aur eber, saat the.

14

ये अबीहैल के पुत्र थे, जो हूरी का पुत्र था, यह योराह का पुत्र, यह गिलाद का पुत्र, यह मिकाएल का पुत्र, यह यशीशै का पुत्र, यह यहदो का पुत्र, यह बूज का पुत्र था।

Ye abeehail ke putra the, jo hoori ka putra tha, yah yoraah ka putra, yah gilaad ka putra, yah mikayel ka putra, yah yasheeshai ka putra, yah yahdo ka putra, yah booj ka putra tha.

15

इनके पितरों के घरानों का मुख्य पुरुष अब्दीएल का पुत्र, और गूनी का पोता अही था।

Inke pitron ke gharanon ka mukhya purush abdeeyel ka putra, aur gooni ka pota ahi tha.

16

ये लोग बाशान में, गिलाद और उसके गांवों में, और शारोन की सब चराइयों में उसकी परली ओर तक रहते थे।

Ye log bashaan mein, gilaad aur uske ganvon mein, aur sharon ki sab charaiyon mein uski parli or tak rahte the.

17

इन सभों की वंशावली यहूदा के राजा योनातन के दिनों और इस्राएल के राजा यारोबाम के दिनों में लिखी गई।

In sabhon ki vanshavli Yahuda ke raja yonatan ke dinon aur Israel ke raja yarobaam ke dinon mein likhi gai.

18

रूबेनियों, गादियों और मनश्शे के आधे गोत्र के योद्धा जो ढाल बान्धने, तलवार चलाने, और धनुष के तीर छोड़ने के योग्य और युद्ध करना सीखे हुए थे, वे चौवालीस हजार सात सौ साठ थे, जो युद्ध में जाने के योग्य थे।

Roobeniyon, gadiyon aur manashshe ke aadhe gotra ke yoddha jo dhaal bandhane, talvaar chalane, aur dhanush ke teer chhodne ke yogya aur yuddh karna seekhe hue the, ve chauvalees hajaar saat sau saath the, jo yuddh mein jane ke yogya the.

19

इन्होंने हग्रियों और यतूर नापीश और नोदाब से युद्ध किया था।

Inhonne hagriyon aur yatoor napeesh aur nodaab se yuddh kiya tha.

20

उनके विरुद्ध इन को सहायता मिली, और अग्री उन सब समेत जो उनके साथ थे उनके हाथ में कर दिए गए, क्योंकि युद्ध में इन्होंने परमेश्वर की दोहाई दी थी और उसने उनकी बिनती इस कारण सुनी, कि इन्होंने उस पर भरोसा रखा था।

Unke viruddh in ko sahayta mili, aur agri un sab samet jo unke saath the unke haath mein kar diye gaye, kyonki yuddh mein inhonne Parmeshwar ki dohai di thi aur usne unki binti is karan suni, ki inhonne us par bharosa rakha tha.

21

और इन्होंने उनके पशु हर लिए, अर्थात ऊंट तो पचास हजार, भेड़-बकरी अढ़ाई लाख, गदहे दो हजार, और मनुष्य एक लाख बन्धुए कर के ले गए।

Aur inhonne unke pashu har liye, arthaat oont to pachaas hajaar, bhed-bakri adhai laakh, gadhe do hajaar, aur manushya ek laakh bandhue kar ke le gaye.

22

और बहुत से मरे पड़े थे क्योंकि वह लड़ाई परमेश्वर की ओर से हुई। और ये उनके स्थान में बन्धुआई के समय तक बसे रहे।

Aur bahut se mare pade the kyonki vah ladai Parmeshwar ki or se hui. Aur ye unke sthaan mein bandhuaai ke samay tak base rahe.

23

फिर मनश्शे के आधे गोत्र की सन्तान उस देश में बसे, और वे बाशान से ले बाल्हेर्मोन, और सनीर और हेर्मोन पर्वत तक फैल गए।

Phir manashshe ke aadhe gotra ki santaan us desh mein base, aur ve bashaan se le balhermon, aur saneer aur hermon parvat tak phail gaye.

24

और उनके पितरों के घरानों के मुख्य पुरुष ये थे, अर्थात एपेर, यिशी, एलीएल, अज्रीएल, यिर्मयाह, होदय्याह और यहदीएल, ये बड़े वीर और नामी और अपने पितरों के घरानों के मुख्य पुरुष थे।

Aur unke pitron ke gharanon ke mukhya purush ye the, arthaat eper, yishi, eleeyel, ajreeyel, yirmayaah, hodayyaah aur yahdeeyel, ye bade veer aur nami aur apne pitron ke gharanon ke mukhya purush the.

25

और उन्होंने अपने पितरों के परमेश्वर से विश्वासघात किया, और उस देश के लोग जिन को परमेश्वर ने उनके साम्हने से विनाश किया था, उनके देवताओं के पीछे व्यभिचारिन की नाईं हो लिए।

Aur unhonne apne pitron ke Parmeshwar se vishwasghaat kiya, aur us desh ke log jin ko Parmeshwar ne unke samhane se vinaash kiya tha, unke devtaon ke peechhe vyabhicharin ki nai ho liye.

26

इसलिये इस्राएल के परमेश्वर ने अश्शूर के राजा पूल और अश्शूर के राजा तिलगत्पिलनेसेर का मन उभारा, और इन्होंने उन्हें अर्थात रूबेनियों, गादियों और मनश्शे के आधे गोत्र के लोगों को बन्धुआ कर के हलह, हाबोर और हारा और गोजान नदी के पास पहुंचा दिया; और वे आज के दिन तक वहीं रहते हैं।

Isliye Israel ke Parmeshwar ne ashshoor ke raja pool aur ashshoor ke raja tilgatpilneser ka man ubhara, aur inhonne unhein arthaat roobeniyon, gadiyon aur manashshe ke aadhe gotra ke logon ko bandhuaa kar ke halah, habor aur hara aur gojaan nadi ke paas pahuncha diya; aur ve aaj ke din tak vahi rahte hain.