1 Chronicles 4 · 43 verses

1 इतिहास 4 1 Chronicles 4 in Hindi and Hinglish

हिंदी बाइबल (O.V.) · हर वचन के नीचे उसकी Hinglish पंक्ति — 1 itihaas 4.

1

यहूदा के पुत्र: पेरेस, हेस्रोन, कमीं, हूर और शोबाल।

Yahuda ke putra: peres, hesron, kami, hoor aur shobaal.

2

और शोबाल के पुत्र: रायाह से यहत और यहत से अहूमै और लहद उत्पन्न हुए, ये सोराई कुल हैं।

Aur shobaal ke putra: rayaah se yahat aur yahat se ahoomai aur lahad utpann hue, ye sorai kul hain.

3

और एताम के पिता के ये पुत्र हुए: अर्थात यिज्रेल, यिश्मा और यिद्वाश, जिनकी बहिन का नाम हस्सलेलपोनी था।

Aur etaam ke pita ke ye putra hue: arthaat yijrel, yishma aur yidwaash, jinki bahin ka naam hassalelponi tha.

4

और गदोर का पिता पनूएल, और रूशा का पिता एजेर। ये एप्राता के जेठे हूर के सन्तान हैं, जो बेतलेहेम का पिता हुआ।

Aur gador ka pita panooyel, aur roosha ka pita ejer. Ye eprata ke jethe hoor ke santaan hain, jo betlehem ka pita huaa.

5

और तको के पिता अशहूर के हेबा और नारा नाम दो स्त्रियां थीं।

Aur tako ke pita ashhoor ke heba aur nara naam do striyan thi.

6

और नारा से अहुज्जाम, हेपेर, तेमनी और हाहशतारी उत्पन्न हुए, नारा के ये ही पुत्र, हुए।

Aur nara se ahujjaam, heper, temni aur hahashtari utpann hue, nara ke ye hi putra, hue.

7

और हेला के पुत्र, सेरेत, यिसहर और एम्नान।

Aur hela ke putra, seret, yishar aur emnaan.

8

फिर कोस से आनूब और सोबेबा उत्पन्न हुए और उसके वंश में हारून के पुत्र अहर्हेल के कुल भी उत्पन्न हुए।

Phir kos se aanoob aur sobeba utpann hue aur uske vansh mein haroon ke putra aharhel ke kul bhi utpann hue.

9

और याबेस अपने भाइयों से अधिक प्रतिष्ठित हुआ, और उसकी माता ने यह कहकर उसका नाम याबेस रखा, कि मैं ने इसे पीड़ित हो कर उत्पन्न किया।

Aur yabes apne bhaiyon se adhik pratishthit huaa, aur uski mata ne yah kahkar uska naam yabes rakha, ki main ne ise peedit ho kar utpann kiya.

10

और याबेस ने इस्राएल के परमेश्वर को यह कह कर पुकारा, कि भला होता, कि तू मुझे सचमुच आशीष देता, और मेरा देश बढ़ाता, और तेरा हाथ मेरे साथ रहता, और तू मुझे बुराई से ऐसा बचा रखता कि मैं उस से पीड़ित न होता! और जो कुछ उसने मांगा, वह परमेश्वर ने उसे दिया।

Aur yabes ne Israel ke Parmeshwar ko yah kah kar pukara, ki bhala hota, ki tu mujhe sachmuch aasheesh deta, aur mera desh badhata, aur tera haath mere saath rahta, aur tu mujhe burai se aisa bacha rakhta ki main us se peedit na hota! Aur jo kuchh usne manga, vah Parmeshwar ne use diya.

11

फिर शूहा के भाई कलूब से एशतोन का पिता महीर उत्पन्न हुआ।

Phir shooha ke bhai kaloob se eshton ka pita maheer utpann huaa.

12

और एशतोन के वंश में रामा का घराना, और पासेह और ईर्नाहाश का पिता तहिन्ना उत्पन्न हुए, रेका के लोग ये ही हैं।

Aur eshton ke vansh mein rama ka gharana, aur paseh aur irnahaash ka pita tahinna utpann hue, reka ke log ye hi hain.

13

और कनज के पुत्र, ओत्नीएल और सरायाह, और ओत्नीएल का पुत्र हतत।

Aur kanaj ke putra, otneeyel aur sarayaah, aur otneeyel ka putra hatat.

14

मोनोतै से ओप्रा और सरायाह से योआब जो गेहराशीम का पिता हुआ; वे कारीगर थे।

Monotai se opra aur sarayaah se yoaab jo gehrasheem ka pita huaa; ve kareegar the.

15

और यपुन्ने के पुत्र कालेब के पुत्र एला और नाम, और एला के पुत्र कनज।

Aur yapunne ke putra kaleb ke putra ela aur naam, aur ela ke putra kanaj.

16

और यहल्लेल के पुत्र, जीप, जीपा, तीरया और असरेल।

Aur yahallel ke putra, jeep, jeepa, teerya aur asrel.

17

और एज्रा के पुत्र येतेर, मेरेद, एपेर और यालोन, और उसकी स्त्री से मिर्य्याम, शम्मै और एशतमो का पिता यिशबह उत्पन्न हुए।

Aur ejra ke putra yeter, mered, eper aur yalon, aur uski stri se miryyaam, shammai aur eshatmo ka pita yishbah utpann hue.

18

और उसकी यहूदिन स्त्री से गदोर का पिता येरेद, सोको के पिता हेबेर और जानोह के पिता यकूतीएल उत्पन्न हुए, ये फ़िरौन की बेटी बित्या के पुत्र थे जिसे मेरेद ने ब्याह लिया था।

Aur uski yahoodin stri se gador ka pita yered, soko ke pita heber aur janoh ke pita yakooteeyel utpann hue, ye firaun ki beti bitya ke putra the jise mered ne byaah liya tha.

19

और होदिय्याह की स्त्री जो नहम की बहिन थी, उसके पुत्र कीला का पिता एक गेरेमी और एशतमो का पिता एक माकाई।

Aur hodiyyaah ki stri jo naham ki bahin thi, uske putra keela ka pita ek geremi aur eshatmo ka pita ek makai.

20

और शीमोन के पुत्र अम्नोन, रिन्ना, बेन्हानान और तोलोन और यिशी के पुत्र जोहेत और बेनजोहेत।

Aur sheemon ke putra amnon, rinna, benhanaan aur tolon aur yishi ke putra johet aur benjohet.

21

यहूदा के पुत्र शेला के पुत्र लेका का पिता एर, मारेशा का पिता लादा और अशबे के घराने के कुल जिस में सन के कपड़े का काम होता था।

Yahuda ke putra shela ke putra leka ka pita er, maresha ka pita lada aur ashbe ke gharane ke kul jis mein san ke kapde ka kaam hota tha.

22

और योकीम और कोर्जबा के मनुष्य और योआश और साराप जो मोआब में प्रभुता करते थे और याशूब, लेहेम इनका वृत्तान्त प्राचीन है।

Aur yokeem aur korjaba ke manushya aur yoaash aur saraap jo moaab mein prabhuta karte the aur yashoob, lehem inka vrittaant pracheen hai.

23

ये कुम्हार थे, और नताईम और गदेरा में रहते थे जहां वे राजा का कामकाज करते हुए उसके पास रहते थे।

Ye kumhaar the, aur nataim aur gadera mein rahte the jahan ve raja ka kamkaaj karte hue uske paas rahte the.

24

शिमोन के पुत्र नमूएल, यामीन, यारीब, जेरह और शाऊल।

Shimon ke putra namooyel, yameen, yareeb, jerah aur shaool.

25

और शाऊल का पुत्र शल्लूम, शल्लूम का पुत्र मिबसाम और मिबसाम का मिश्मा हुआ।

Aur shaool ka putra shalloom, shalloom ka putra mibsaam aur mibsaam ka mishma huaa.

26

और मिश्मा का पुत्र हम्मूएल, उसका पुत्र जक्कूर, और उसका पुत्र शिमी।

Aur mishma ka putra hammooyel, uska putra jakkoor, aur uska putra shimi.

27

शिमी के सोलह बेटे और छ: बेटियां हुई परन्तु उसके भाइयों के बहुत बेटे न हुए; और उनका सारा कुल यहूदियों के बराबर न बढ़ा।

Shimi ke solah bete aur chha: betiyan hui parantu uske bhaiyon ke bahut bete na hue; aur unka sara kul Yahudiyon ke barabar na badha.

28

वे बेर्शबा, मोलादा, हसर्शूआल।

Ve bershaba, molada, hasarshooaal.

29

बिल्हा, एसेम, तोलाद।

Bilha, esem, tolaad.

30

बतूएल, होर्मा, सिल्कग,

Batooyel, horma, silkag,

31

बेतमर्काबोत, हसर्सूसीम, बेतबिरी और शारैम में बस गए; दाऊद के राजय के समय तक उनके ये ही नगर रहे।

Betmarkabot, hasarsooseem, betbiri aur sharaim mein bas gaye; Daud ke rajay ke samay tak unke ye hi nagar rahe.

32

और उनके गांव एताम, ऐन, रिम्मोन, तोकेन और आशान नाम पांच नगर।

Aur unke gaanv etaam, ain, rimmon, token aur aashaan naam paanch nagar.

33

और बाल तक जितने गांव इन नगरों के आसपास थे, उनके बसने के स्थान ये ही थे, और यह उनकी वंशावली हैं।

Aur baal tak jitne gaanv in nagron ke aaspaas the, unke basne ke sthaan ye hi the, aur yah unki vanshavli hain.

34

फिर मशोबाब और यम्लेक और अपस्याह का पुत्र योशा।

Phir mashobaab aur yamlek aur apasyaah ka putra yosha.

35

और योएल और योशिब्याह का पुत्र येहू, जो सरायाह का पोता, और असीएल का परपोता था।

Aur yoyel aur yoshibyaah ka putra yehu, jo sarayaah ka pota, aur aseeyel ka parpota tha.

36

और एल्योएनै और याकोबा, यशोहायाह और असायाह और अदीएल और यसीमीएल और बनायाह।

Aur elyoyenai aur yakoba, yashohayaah aur asayaah aur adeeyel aur yaseemeeyel aur banayaah.

37

और शिपी का पुत्र ज़ीज़ा जो अल्लोन का पुत्र, यह यदायाह का पुत्र, यह शिम्री का पुत्र, यह शमायाह का पुत्र था।

Aur shipi ka putra zeeza jo allon ka putra, yah yadayaah ka putra, yah shimri ka putra, yah shamayaah ka putra tha.

38

ये जिनके नाम लिखे हुए हैं, अपने अपने कुल में प्रधान थे; और उनके पितरों के घराने बहुत बढ़ गए।

Ye jinke naam likhe hue hain, apne apne kul mein pradhaan the; aur unke pitron ke gharane bahut badh gaye.

39

ये अपनी भेड़-बकरियों के लिये चराई ढूंढ़ने को गदोर की घाटी की तराई की पूर्व ओर तक गए।

Ye apni bhed-bakriyon ke liye charai dhoondhne ko gador ki ghati ki tarai ki poorva or tak gaye.

40

और उन को उत्तम से उत्तम चराई मिली, और देश लम्बा-चौड़ा, चैन और शांति का था; क्योंकि वहां के पहिले रहने वाले हाम के वंश के थे।

Aur un ko uttam se uttam charai mili, aur desh lamba-chauda, chain aur shanti ka tha; kyonki vahan ke pahile rahne vale haam ke vansh ke the.

41

और जिनके नाम ऊपर लिखे हैं, उन्होंने यहूदा के राजा हिजकिय्याह के दिनों में वहां आकर जो मूनी वहां मिले, उन को डेरों समेत मार कर ऐसा सत्यानाश कर डाला कि आज तक उनका पता नहीं है, और वे उनके स्थान में रहने लगे, क्योंकि वहां उनकी भेड़-बकरियों के लिये चराई थी।

Aur jinke naam oopar likhe hain, unhonne Yahuda ke raja hijkiyyaah ke dinon mein vahan aakar jo mooni vahan mile, un ko deron samet maar kar aisa satyanaash kar dala ki aaj tak unka pata nahi hai, aur ve unke sthaan mein rahne lage, kyonki vahan unki bhed-bakriyon ke liye charai thi.

42

और उन में से अर्थात शिमोनियों में से पांच सौ पुरुष अपने ऊपर पलत्याह, नार्याह, रपायाह और उज्जीएल नाम यिशी के पुत्रों को अपने प्रधान ठहराया;

Aur un mein se arthaat shimoniyon mein se paanch sau purush apne oopar palatyaah, naryaah, rapayaah aur ujjeeyel naam yishi ke putron ko apne pradhaan thahraya;

43

तब वे सेईर पहाड़ को गए, और जो अमालेकी बच कर रह गए थे उन को मारा, और आज के दिन तब वहां रहते हैं।

Tab ve seir pahaad ko gaye, aur jo amaleki bach kar rah gaye the un ko mara, aur aaj ke din tab vahan rahte hain.