इस्राएलियो की गिनती, अर्थात पितरों के घरानों के मुख्य मुख्य पुरुषों और यहस्रपतियों और शतपतियों और उनके सरदारों की गिनती जो वर्ष भर के महीने महीने उपस्थित होने और छुट्टी पाने वाले दलों के सब विषयों में राजा की सेवा टहल करते थे, एक एक दल में चौबीस हजार थे।
Israyeliyo ki ginti, arthaat pitron ke gharanon ke mukhya mukhya purushon aur yahasraptiyon aur shataptiyon aur unke sardaron ki ginti jo varsh bhar ke maheene maheene upasthit hone aur chhutti pane vale dalon ke sab vishyon mein raja ki seva tahal karte the, ek ek dal mein chaubees hajaar the.