फिर दाऊद और सेनापतियों ने आसाप, हेमान और यदूतून के कितने पुत्रों को सेवकाई के लिये अलग किया कि वे वीणा, सारंगी और झांझ बजा बजाकर नबूवत करें। और इस सेवकाई के काम करनेवाले मनुष्यों की गिनती यह थी:
Phir Daud aur senaptiyon ne aasaap, hemaan aur yadootoon ke kitne putron ko sevkai ke liye alag kiya ki ve veena, sarangi aur jhaanjh baja bajakar naboovat karein. Aur is sevkai ke kaam karnevale manushyon ki ginti yah thi: