फिर नये वर्ष के आरम्भ में जब राजा लोग युद्ध करने को निकला करते हैं, तब योआब ने भारी सेना संग ले जा कर अम्मोनियों का देश उजाड़ दिया और आकर रब्बा को घेर लिया; परन्तु दाऊद यरूशलेम में रह गया; और योआब ने रब्बा को जीत कर ढा दिया।
Phir naye varsh ke aarambh mein jab raja log yuddh karne ko nikla karte hain, tab yoaab ne bhari sena sang le ja kar ammoniyon ka desh ujaad diya aur aakar rabba ko gher liya; parantu Daud Yerushalem mein rah gaya; aur yoaab ne rabba ko jeet kar dha diya.